Breaking News

Dr. Govindappa Venkataswamy Google Doodle: डॉ. गोविंदप्पा वेंकटस्वामी का 100 वां जन्‍मदिन

 Dr. Govindappa Venkataswamy Google Doodle: डॉ. गोविंदप्पा वेंकटस्वामी का 100 वां जन्‍मदिन, गूगल ने दिया सम्‍मान diya
 Dr. Govindappa Venkataswamy


 Dr. Govindappa Venkataswamy ,tamilnadu ke vdampure me 1 august 1918 unka janm huwa jo bharat ke visva netr sarjen  Dr. Govindappa Venkataswamy , aj unka 100 wa janmdin hey , or googel ne dudal banakar aj unhey yaad kiya , 

  • unhone sara jivan jarurt mando ke aakho ko rosni lane pe kar di this 
unhone 13 bed facility wala hospital chalu kiya tha unka name aravind hospital hey or ye des bar me hey , or ye tamam un bachho ke liye kam kafr rahey hey jo dekha nahi pate , ye log unka jivan badal rahey hey or kam kar rahey hey 

 Dr. Govindappa Venkataswamy ne medical college se degree hasil ke or bhartia sena ke medical department me samil ho gaye ,30 saal ke umar me hi wo rheumatoid, arthritis ke Sikar ho Gaye 
fir unhone Dr. Govindappa Venkataswamy ne ankho ki study padhi suru kar di thi ,itni muskil halato me unhone undhapan 
ka Karan dundh nikala , unhone motiya binduke sarjari karni sikhi ,or DR .GV  takriban 1 din me kam se kam 100 sarjari kar te tey 
,unhone gramin jagah me be ye kam suru kar diya tha , unhone gramin jagh me ye hospitality sthapit kiye or unhone jo jo chije chahiye sarjari  ke liye wo sab banaya ,or unhone vyaktigat 100,000 aankhen  sarjari ki thi or sab success gaye thi

1973 me DR .G ko rashtrahit me apna yogdan dene ke liye servochem nagrik se navaja gaya tha ,/  7 julai 2006 ko 87 saal ki umar me unki mrityu ho gaye thi, 

unke dvara chalu huwe aravind hospital aj me suru hey , or kam kar rahey hey , or ab aravind hospital me 3600 bistar hey ,or jisme lagbag 2 lack se be jyada logo ki sarjari ki jati hey ,or yaha aane wale 70 % logo ko free me sarjari ki jati hey ,or jaha paisa lagta hey waha bi kafi kam paisa me kam ho jata hey .

or aj googel walo ne unke janamdin par kafi pyare tarike se unhey yaad kiya hey  

कोई टिप्पणी नहीं