3 Types of Forex Charts and How to Read Them in Hindi
namaskar dosto aj me Apko three most popular forex charts ke bare me apko share karne ja raha hu jo apko jan kar kafi kayda mil jayega to chaliye suru Karte hey
- Line chart
- Bar chart
- Candlestick chart
- ye sabse popular char hey jo trading me jyada tar trader use karte hey
now ab ham apko sab explain Karte hey
Line Chart
Line Chart |
simple line chart apko closing price or next closing price apko indict karega ham isko use kar ke general price ke movement ko dekh sakte ho or currency trading me ye Kafi important hey
Bar charts
ye char Thoda complex apko dekhne ko mileage ye apko opening and closing prices and highs and lows apko indicate Karega
Bar charts |
yaha par ap dekh sakte ho ye simpal sa apkko dekh sakte ho ye be kafi log use karte hey trading me , ap use kar sakte ho
Candlestick chart
Candlestick chart |
yaha par ap dekh sakte ho, Candlestick chart price ke movement ko hame darsata hey market me live
analysis karne ke liye ye chart sabse best hey
iske kafi alag alag tar ke candlestick hame dekhneko milte hey
chart advantages me apko share karta hu
- candlestick ko use karna kafi easy hey or ise koi new pearson be smj sakte hey
- candlestick se ham ye Jan sakte hey ke market Kaha jane wala hey uptande me rahega , ya downtrend me rahega
- ye asan hey or easy hey , ye sab pattern yaad rehte hey
- ap new hey to esy learn kare
कोई टिप्पणी नहीं